Kab Tak Reh Paogi Aakhir Yun Door Hum Se,
Milna Padega Aakhir Kabhi Zaroor Hum Se,
Nazre Churane Wale Ye Berukhi Hai Kaisi,
Keh Do Agar Hua Hai Koi Kasoor Hum Se,
Hum Cheen Lenge Tumse Ye Shan-E-Benayazi -,
Tum Mangte Reh Jaoge Apna Garoor Hum Se,
Agar Samajh Hi Nahi Paye Ho To Jaan Lo Ye Ab,
Hai Fiza Mein Mohabbat Ka Sara Dastoor Hum Se,
Kab Tak Bacha Paoge Khud Ko Wafa KiRaah Se,
Chale Aaoge Is Raah Mein Aisa Hai Suroor Hum Se,
Ek Baar Aajaogi Agar Jahan-E-Wafa Mein “ kushwah ” ki,
Kho Hi Jaogi Aisa Hai Chasm-E-Baddur Hum Se.
हरेन्द्र सिंह कुशवाह

No comments:
Post a Comment